Breaking News
Jab Gumbad e Khizra Lyrics

Jab Gumbad e Khazra pe wo Pehli Nazar Gayi Lyrics

This Beautiful Naat “Jab Gumbad e Khizra pe Woh Pehli” is written by Owais Raza Qadri. In this post you will get Jab Gumbad e Khizra in Urdu and Jab Gumbad e Khizra Naat Lyrics in English.

Jab Gumbad e Khizra in Urdu

جب گنبد خضراء پے وہ پہلی نظر گئی
آنکھوں کے راستے میرے دل میں اتر گئی
🌟🌟🌟

سر خم تھا، لب خاموش تھے، آنکھیں تھی اشکبار
اک ساعتِ بیدار تھی جو کہ گذر گئی
🌟🌟🌟

برسی تھی اس قدر، کہ نہا سا گیا تھا میں
وہ بارشِ کرم ﷺ میرے داماں کو بھر گئی
🌟🌟🌟

دل بھی ہے شاد شاد، طبیعت ہے پُر بہار
لگتا ہے آج میری مدینے خبر گئی
🌟🌟🌟

جو کہا سکا نہ لب سے، ملی وہ مُراد بھی
میرے سکوت پر بھی شہاہ ﷺ کی نظر گئی
🌟🌟🌟

طیبہ سے لوٹنا، کسی عاشق سے پوچھئیے
ایسا لگا کہ روح بدن سے گذر گئی
🌟🌟🌟

مر کر بھی نہ مرونگا میں اللہ کی قسم
یہ جان اُن ﷺ کے ذکر میں میری اگرگئی
🌟🌟🌟

آواز عبید تیری بے فیضانِ نعتﷺ ہی
سینوں میں عاشقان نبی ﷺ کے اتر گئی
🌟🌟🌟

Jab Gumbad e Khizra in English

Jab gumbad-e-khazra pe woh pehli nazar gayi
Aankhon ke raste mere dil mein utar gayi
🌟🌟🌟

Sar kham tha, lab khaamosh thay, aankhein thiin ashkbar
Ek sa’at-e-bedaar thi jo ke guzar gayi
🌟🌟🌟

Barsi thi is qadar, ke naha sa gaya tha mein
Woh baarish-e-karam ﷺ mere daaman ko bhar gayi
🌟🌟🌟

Dil bhi hai shaad shaad, tabiyat hai pur-bahaar
Lagta hai aaj meri Madine khabar gayi
🌟🌟🌟

Jo keh saka na lab se, mili woh muraad bhi
Mere sukoot par bhi shahaah ﷺ ki nazar gayi
🌟🌟🌟

Taiba se lautna, kisi aashiq se poochiye
Aisa lagy ke rooh badan se guzar gayi
🌟🌟🌟

Mar kar bhi na marunga main Allah ki qasam
Yeh jaan un ﷺ ke zikr mein meri agar gayi
🌟🌟🌟

Aawaz Ubaid teri bafaizan-e-naat ﷺ hi
Seenon mein aashiqaan-e-Nabi ﷺ ke utar gayi
🌟🌟🌟

About Muhammad Abdullah

Muhammad Abdullah, a celebrated Naat Khawan and CEO of NaatLyrics.online, is dedicated to spreading love for the Prophet Muhammad through soulful naat recitations. This platform provides authentic naat lyrics, enriching the lives of enthusiasts worldwide. Muhammad Abdullah inspires a deeper connection to faith and the Prophet.

Check Also

Kyun Na Ho Baher Lamha Justuju Madine Ki

Kyun Na Ho Baher Lamha Justuju Madine Ki

This Beautiful Naat “Kyun Na Ho Baher Lamha Justuju Madine Ki” is written by Khalid …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *