Breaking News

Hazir Hai Dare Daulat Pe Gada Lyrics

Hazir Hai Dare Daulat Pe Gada Lyrics English

 

Hazir Hai Dare daulat pe gada sarkar tawajo farmayen
Mohtaaj e Nazar hai haal mera sarkar tawajo farmayen
🌟🌟🌟

Main kab Aane ke khabil tha,
Rahmat Ne yahan Tak ponchaya,
Sarkar pe Tan Man jaan fida sarkar tawajo farmayen,
Sarkar tawajo farmayen, sarkar tawajo farmayen.
🌟🌟🌟

Main ker ke sittam apni jaan per
Quran se jaoon ga sonker
Aya hoon bht sharminda saa
Sarkar tawajo farmayen.
🌟🌟🌟

Aanson Aanson hai feryadi
Aur Arz Karam hichki hichki
Dhadkan dhadkan deeti hai sada
Sarkar tawajo fermayen,
🌟🌟🌟

Aik main hi nahi pori ummat
Saari dunya saari khalkhat
Takti hai rasta rahemat ka.
Sarkar tawajo fermayen,
🌟🌟🌟

Hazir Hai Dare daulat pe gada sarkar tawajo farmayen,
Mohtaaj e Nazar hai haal mera sarkar tawajo farmayen.
🌟🌟🌟

Hazir Hai Dare Daulat Pe Gada Lyrics Urdu

 

حاضر ہے درِ دولت پہ گدا ، سرکار ﷺ توجہ فرمائیں
محتاجِ نظر ہے حال مرا ، سرکار توجہ فرمائیں
🌟🌟🌟

میں کر کے ستم اپنی جاں پر ، “جاوک” لبِ حق سے سن کر
آیا ہوں بہت شرمندہ سا ، سرکار ﷺ توجہ فرمائیں
🌟🌟🌟

میں کب آنے کے قابل تھا ، رحمت نے یہاں تک پہنچایا
سرکار پر تن من جان فدا ، سرکار ﷺ توجہ فرمائیں
🌟🌟🌟

اک میں ہی نہیں پوری امت ، ساری دنیا ساری خلقت
تکتی ہے رستہ رحمت کا ، سرکار  توجہ فرمائیں
🌟🌟🌟

آنسوں آنسوں ہے فریادی اور عرض کرم ہچکی ہچکی
دھڑکن دھڑکن دیتی ہے صدا , سرکار توجہ فرمائیں
🌟🌟🌟

حاضر ہے درِ دولت پہ گدا ، سرکار ﷺ توجہ فرمائیں
محتاجِ نظر ہے حال مرا ، سرکار توجہ فرمائیں
🌟🌟🌟

About Muhammad Abdullah

Muhammad Abdullah, a celebrated Naat Khawan and CEO of NaatLyrics.online, is dedicated to spreading love for the Prophet Muhammad through soulful naat recitations. This platform provides authentic naat lyrics, enriching the lives of enthusiasts worldwide. Muhammad Abdullah inspires a deeper connection to faith and the Prophet.

Check Also

Haal e Dil Kisko Sunaye Lyrics in English

Haal e Dil Kisko Sunaye Lyrics in English

This Beautiful Naat “Haal-e-Dil Kis Ko Sunaye Aap Ke Hote Hue” is recited by Zohaib …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *