Breaking News
Batil Ne Jab Jab Badle Hai Tevar

Batil Ne Jab Jab Badle Hai Tevar Naat Lyrics

This Beautiful Naat “Batil Ne Jab Jab Badle Hai Tevar” is recited  by Many Famous Naat Khuwan. In this post you will get Batil Ne Jab Jab Badle Hai Tevar in English

Batil ne jab jab badle hai tevar
Aaya hai tab tab meri zaban par
Naara e takbeer Allah u Akbar
Naara e takbeer Allah u Akbar
🌟🌟🌟

Pyaare nabi ne jina sikhaya
Bakhuda insan hum ko banaya
Pehnaya akhlaq o iman ka zevar
Naara e takbeer Allahu Akbar
Naara e takbeer Allahu Akbar
🌟🌟🌟

Khud bhi jiyo jeene do sabhi ko
Iza na pahuchao khud se kisi ko
Islam ka yahi dar se munawwar
Naara e takbeer Allah u Akbar
Naara e takbeer Allah u Akbar
🌟🌟🌟

Siddiq o farooq o usman o haidar
Ashabo azvajo shabbir o shabbar
In sab ka ehsan hum sab ke upar
Naara e takbeer Allahu Akbar
Naara e takbeer Allahu Akbar
🌟🌟🌟

Baghdadi maikhana chalta rahega
Ajmeri pyaala chalakta rahega
Noori miyan denge barkati sagar
Naara e takbeer Allah u Akbar
Naara e takbeer Allah u Akbar
🌟🌟🌟

Mizan par aaqa hum ko bachaiyo
Daman me apne hum ko chupaiyo
Itna karam ya shafa e mehshar
Naara e takbeer Allah u Akbar
Naara e takbeer Allah u Akbar
🌟🌟🌟

Rahe khuda me ghar ko lutaye
Deen e nabi pe sar ko kataye
Uqba ki daulat lute bhar bhar
Naara e takbeer Allah u Akbar
Naara e takbeer Allah u Akbar
🌟🌟🌟

Sacche sada aqwal hamare
Sidhe sada aamal hamare
Tab hoga rab meherban hum par
Naara e takbeer Allah u Akbar
Naara e takbeer Allah u Akbar
🌟🌟🌟

About Muhammad Abdullah

Muhammad Abdullah, a celebrated Naat Khawan and CEO of NaatLyrics.online, is dedicated to spreading love for the Prophet Muhammad through soulful naat recitations. This platform provides authentic naat lyrics, enriching the lives of enthusiasts worldwide. Muhammad Abdullah inspires a deeper connection to faith and the Prophet.

Check Also

Kyun Na Ho Baher Lamha Justuju Madine Ki

Kyun Na Ho Baher Lamha Justuju Madine Ki

This Beautiful Naat “Kyun Na Ho Baher Lamha Justuju Madine Ki” is written by Khalid …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *