This Beautiful Naat “Ay Saba Sarkar ki Baatain Suna” is written by Molana Abdul Sattar Khan Niyazi (R.A). In this post you will get Syed e Abrar ki Batain Suna Naat Lyrics in English.
Click for More English Naat Lyrics.
Ay Saba Sarkar ki Baatain in English Lyrics
Ae Saba Sarkar ki baatein suna
Sayyid-e-Abrar ki baatein suna
🌟🌟🌟
Main duroodo ke hon naghme chherhta
Tu zara Sarkar ki baatein suna
🌟🌟🌟
Jis se haasil ho sukoon-e-dil mujhe
Haan zara us Yaar ki baatein suna
🌟🌟🌟
Hum na jaane kab Madinay jaayein ge
Tu zara manthaar ki baatein suna
🌟🌟🌟
Main parhoon wajdaan mein Sall-e-Ala
Pyaar se Dildaar ki baatein suna
🌟🌟🌟
Sabz Gumbad or Sunehri Jaaliyan
Masdar e Anwae Ki Batain Suna
🌟🌟🌟
Hum ko Dozakh sy na Ay Waez Dra
Rehmat e Qaffar ki Batain Suna
🌟🌟🌟
Jinka Sadqa Mangty hyn Do Jahan
Us Sakhi Darbar ki Batain Suna
🌟🌟🌟
Shayad Ajaye Kabhi Woh Khwb Main
Wasal ki Deedar ki Batain Suna
🌟🌟🌟
Hy Niyazi Dum main jb tk dum tere
Ahmed Mukhtar ki Batain Suna
🌟🌟🌟