Breaking News
Allah ne Ye Shan Barhai Lyrics

Allah ne Ye Shan Barhai Tere Dar Ki Lyrics

This Beautiful Naat “Allah ne Ye Shan Barhai Tere Dar Ki Lyrics” is written by Qari Waheed Zafar Qasmi. In this post you will get Allah ne Ye Shan Barhai Tere Dar Ki Lyrics in Urdu and Allah ne Ye Shan Barhai Tere Dar Ki Lyrics English.

Allah ne Ye Shan Barhai Lyrics English

Allah Ne Ye Shan Barhai Tere Dar Ki
Bakhshi Hai Malaik Ko Gadai Tere Dar Ki
🌟🌟🌟

Paane Ko To Khursheed o Qamr Charkh Ne Paaye
Kia Paya Agar Khak Na Paai Tere Dar Ki
🌟🌟🌟

Hooron Ne Malaik Ne or Jinnon Ne Bashar Ne
Kis Kis Ne Kahan Bheek Na Paai Tere Dar Ki
🌟🌟🌟

Le Jaye Gi Ek Din Mujhe Taiba Mei Urra Kar
Jis Waqt Hawa Jhoom Ke Ayi Tere Dar Ki
🌟🌟🌟

Seene Mei Bhara Hai Teri Naimaton Ka Khazana
Alam Mei Lutata Hun Kamai Tere Dar Ki
🌟🌟🌟

Mehsher Mei Bhi Is Shan Se Jaunga Munawar
Rakhe Huwe Kandhe Pe Chatai Tere Dar Ki
🌟🌟🌟

Allah Ne Ye Shan Barhai Tere Dar Ki
Bakhshi Hai Malaik Ko Gadai Tere Dar Ki
🌟🌟🌟

Allah ne Ye Shan Barhai Lyrics Urdu

اللہ نے یہ شان بڑھائی تیرے در کی
بخشی ہے ملائک کو گدائی تیرے در کی
🌟🌟🌟

پانے کو تو خورشید و قمر چرخ نے پائے
کیا پایا اگر خاک نہ پائی تیرے در کی
🌟🌟🌟

حوروں نے ملائک نے جنوں نے بشر نے
کس کس نے کہاں بھیک نہ پائی تیرے در کی
🌟🌟🌟

اللہ کے گھر سے ہے رسائی تیرے در تک
اللہ کے گھر تک ہے رسائی تیرے در کی
🌟🌟🌟

لے جائے گی ایک دن مجھے طیبہ میں اڑا کر
جس وقت ہوا جھوم کے آئی تیرے در کی
🌟🌟🌟

سینے میں بھرا ہے تیری نعمتوں کا خزانہ
عالم میں لٹاتا ہوں کمائی تیرے در کی
🌟🌟🌟

محشر میں بھی اس شان سے جاؤں گا منور
رکھے ہوئے کاندھے پہ چٹائی تیرے در کی
🌟🌟🌟

اللہ نے یہ شان بڑھائی تیرے در کی
بخشی ہے ملائک کو گدائی تیرے در کی
🌟🌟🌟

About Muhammad Abdullah

Muhammad Abdullah, a celebrated Naat Khawan and CEO of NaatLyrics.online, is dedicated to spreading love for the Prophet Muhammad through soulful naat recitations. This platform provides authentic naat lyrics, enriching the lives of enthusiasts worldwide. Muhammad Abdullah inspires a deeper connection to faith and the Prophet.

Check Also

aankhen ro ro ke sujane wale naat lyrics

Aankhen Ro Ro Ke Sujane Wale Full Naat Lyrics

This Beautiful Naat “Aankhen Ro Ro Ke Sujane Wale ” is written by Imam Ahmed …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *